Har
Mumbai traffic vibhag Garib riksha walon Ko Lutata hai. Paise denahi padate hai. Agar aap aawaj uthaayenge to aap ke sabhi kam bigad jayenge. RTO OFFICE me koi bhi kam karana hai to bina black money ke kam hoga hi nahi. Agar paisa nahi denge to aap ka sab kuch fail Paisa Diya to sab kuchh pass sabse haramkhor department RTO department Mumbai hai, agar bhagan sachhi hai to ye lutere garib rikshaw wale ko lutate hai, bhagawan ab tu bata kya kiya jay
Har
Bhagawan tu bata mai kya karu
LikeLike